Cherreads

Chapter 4 - chapter 3 fall in love

Next day party me kya hua kavya kuch bhi yaad nahi hai to vo school jati hai vaha use isha batati hai ki tumne kal bahut jyada drink ki hai aur tumne arav ko propose Kiya aur kiss bhi kavya aur isha baat kar rhi hoti hai ki arav aa jata hai aur kavya ko bahut sunata is baat ko lekar dono ke bich behas chalu ho jati hai phir choti hone ke baad kavya sam ko park me khadi thi tabhi use anamika milti hai anamika kavya aur kartik ko dinner pe bulane aayi thi kavya ha kehti hai raat me vo apne bhai ke sath anamika ke ghar pahunchti hai aur door bell bajati hai door arav kholta hai aur kehta hai ki tum yaha kese aayi Kartik kahta hai ki tum dono ek dusre ko jante ho kavya kehti hai ki ha hum classmate hai phir vo log ander jate hai anamika aur kavya dinner sarve karti hai to arav apne man me kehta hai ki ab ye yaha bhi tapak padi kavya kehti tapki nhi hu tumhari bahen ne bulaya hai arav bolta hai ki tum mere man ki baat padh sakti ho kavya kehti hai ki haa to soch samajh kar bolna volog bahut masti karte ki Kartik ko call aata hai ki use ghar jana hai phir anamika kehti hai ki tum log so jao mujhe abhi padha hai to kavya arav ke room me soti hai ab arav hai bully boy to apne class me ye baat sabko bata di ki kal kavya arav sath me soye kavya school ke teres pe jaker rone lagti hai ki arav aata hai aur use sant karata hai kuch din baad arav sudhar jata hai vo kisi ko bully nhi karta dhire dhire kavya ko arav se pyar ho jata hai to vo log ek party me jate hai jaha kavya ko ye pata chalta hai ki arav use use kar rha hai vo jake arav se puchti hai arav kehta hai ki haa me tumhe pyar feel karvana chahta tha kyuki me tumhare cosin se badla le saku kyuki usne arav ki girlfriend ko chin liya tha...

More Chapters