Cherreads

Chapter 7 - Chapter 6 anamika's engagement

Next day sab happy hota hai aaj Kartik ne anamika ko propose Kiya anamika ne haa kaha ab ye baat kavya aur arav ko pata chalta hai kavya ke parents aur arav ke parents sab man jate hai kal indono ki engagement hai to sab log kaam me lagjate aaj kavya arav dono school nhi jate hai aaj Kartik aur anamika dono bahut khush the aaj sham ko Kartik sab ko icecream khilane le jata hai kavya car me majak karti hai ki bhai humlog ko nhi balki anamika bhabhi ko le jana chahte hai 🥰🥰 Kartik kahta hai ki aisa kuch nhi hai mera maan kar rha tha to bas isliye tab kavya kehti hai ki so sweet apna to kisi bata bhi nhi rahe ki ye plan apka hai aapkog to college ke bahane bhi icecream khane jate the muje sab pata aap log kitne aache ho varna aaj kal to koi icecream hi nhi khilata hai ye bol ke kavya arav ko dekhne lagti hai arav kehta hai ki tum mujhe bol rhi ho naa.....kavya kehti nhi me to bas aise hi...😊😊

More Chapters