Kuch dino baad Kartik and anamika ki haldi ceremony hoti hai sab log bahut masti karte hai kavya aur arav apna dance prectice kar rahe hote hain ki rohan aata hai aur kavya se kehta hai ki mujhe tumse kuch baat karni hai arav bahar jata hai rohan kehta hai ki I love you kavya kavya kehti hai ki tum pagal ho me arav ko like karti hu volog baat kar rahe hote hai ki sab ko niche bulaya jata hai kavya aur arav sath me dance karte hai
