Shaam ka waqt Tha.....
Ayaan Akela khada Tha uske dimag Mai Abhi bhi wahi sab Chal raha Tha Ki Rehan itni jaldi ruk kesa Gaya voh bas yahi sab Soch raha Tha
Tabhi peeche se EK awaaz aayi
Ayaan
Ayaan ne mudh kar Dekha.....
Ayera
Woh dheere dheere uske pass aayi uski aankhon Mai pyar Tha tum theek ho
Ayaan ne halki Si Muskaan di
Our Kaha
Ab shayad ho jaunga
Ayera confuse ho gayi
Matlab
Ayaan ne Gehri saans li....
Main bahut time se sab kuch akele handle kar raha Tha.... Lekin jab tum mere Saath Hoti ho na mughe lagta Hai Mai strong hoon
Ayera ke Dil Ki dhadkan Tez ho gayi.....
Ayaan dheere se Ayera ka pass aaya
Usne Ayera Ki aankhon Mai dekhte hue dheere se Kaha
MUGHE TUMSE PYAAR HAI AYERA
Ayera ek pal ke Liya freeze ho gayi phir uski aankhon me aansu aa Gaye
Main bhi usne halki Si smile ke sath Kaha main bhi tumse pyaar karti hu ayaan
Dono ke beech EK Naya rista suru ho Gaya
NEXT DAY
Ayaan aur Ayera Saath me the finally happy
Tabhi zoya a jati our kehti Hai yeh Kon Hai ayaan
Ayaan kehta Hai yeh Hai Mera pehla pyaar Meri girlfriend Ayera
Zoya achanak se shock ho jaati Hai our kehti Hai ke tumne toh mughe pehle iske baare Mai Kabhi Nahi bataya
Ayaan Bolta Hai Dekha shock ho gayi na actually Mai tumhe surprise Dena chahta Tha ki Meri aik girlfriend bhi Hai
Zoya bolti Hai yeh kesa surprise Tha
Ayaan kehta Hai kuy Kya Hua
Zoya kehti Hai kuch Nahi
Our fir Ayera zoya se milti Hai our kehti Hai hello Mera Naam Ayera Hai
Zoya kehti Hai hii Mai zoya
Par zoya ka andar hi andar Dil toot Jata Hai
Par is beech Rehan ka kahi Aata pata Nahi rehta Hai
Tabhi kuch din baad ayaan ke phone par EK message Aata Hai voh Rehan ka message Tha Rehan Ayera ko kidnap kar leta Hai
Our yeh video dekhna ke baad ayaan ko bahut gussa aa jata Hai tabhi Rehan ka call Aata Hai our voh kehta Hai kesa Laga apni girlfriend ko Mera pass dekh kar our tabhi phone cut jaata Hai
Ayaan pareshan ho jata Hai tabhi zoya vaha a jati our kehti Hai Kya Hua ayaan
Ayaan zoya ko voh video dekhata Hai our sab Baat Bata deta Hai zoya police ka pass Jane ka Liya bolti Hai
Ayaan our zoya dono mil kar police ke pass jaate Hai our sab bata deta Hai
Police tabhi investigation shuru kar dati Hai
