Cherreads

Chapter 19 - birbal ki khichdi

Ek baar sardiyo ke mosam me badsha aakabar ne ek ghosna ke jisme bola gya ki itni thund me jo bhi vaykati puri raat bina palak jhhpkaye iss nadi me khda rhe gaa use badsha muh managa inam dega yah baat sunkar gave ka ek dhobhi tayar hoo gya jise birbal lekar aya thha or vah puri raat thund ma Nadi me gujaar deta hh or agle din birbal use baadsha akabar ke pass pess karta hh to use pucha gya to vah bata ta hh ki mahal ki divar me ek deepak jal rha thha jise dek kar ma puri raat gujara huu yah baat sunkar badsha ne bola ki tuu jarur deepak se garmi Liya hh or use inam nhi deta hh

More Chapters