Ek jungle mein ek khargosh rahata tha jise apni tej Gati per bahut ghamand tha vah dhime kachhue ki majak udata rahata tha kachhue ne khargosh ki baton se Tang aakar ek race ki chunauti di jise khargosh hansta hua swikar kar liya sabhi janwar race dekhne ke liye ekattha hue race start hote hi khargosh aage nikal Gaya kachhue ko Piche chhod Kar khargosh ne yah Socha ki main bahut aage Nikal Gaya Hun Jahan tak kachhue ko aane mein bahut der lag jaayegi khargosh ne Socha ki main thodi der ped ki chhanv mein aaram kar Leta Hun khargosh gehri nind mein so Gaya lekin kachhua dhire dhire Aage Nikal Gaya aur vah race jeet gaya
Moral:-nirantar hi safalta ka parinaam hai
