Ek bar ki baat hai do sagi bahan chitiyan apne Alag Alag ghar mein rahti thi ek chitthi ka ghar shakkar mein tha dusri chiti ka Ghar namak mein tha jab shak karva lijiye namak wali chiti se Mil Nahin Gai to usne dekha ki vah bahut hi sadagi se rah gai hai lekin jab namak wali shakkar wali se milane Gai to usne dekha ki vah Apne jivan mein Santosh Nahin rakhti vah hamesha Apne swad ke liye pagal rahti hai yah Kahani hamen yah sikhati hai ki hamen Khushi sansadhanon mein Nahin dekhni chahie balki hamare jivan ke najriye aur Santosh mein Hi hamari Khushi hai
