Cherreads

Chapter 26 - jaadui biij

Ek bar ki baat hai ek gaon mein Ramu naam ka ek vyakti rahata tha vah Apne parivar mein Akela tha uska koi Sahara nahin tha uske pass keval ek gay thi vah bhi bahut dinon se use dudh Nahin de rahi thi tabhi vah usko lekar shahar ki taraf ja raha tha bich raste mein use do sadhu mile Jo ki use use gay ka dudh pilane ke liye kahate Hain lekin Ramu ne unhen kaha ki yah gay dudh Nahin deti hai isliye main ise shahar chhodane ja raha hun yah baat sunkar sadhu use do jaadui bhej dete Hain vah bij dekar use bolate Hain ki ise jaadui bij ine a bol dena Ghar jakar aur is gay ko wapas le jao Ramu UN bijon ko ghar jakar bahut deta hai lekin main jab dusri subah dekhta hai to vah ek Bada ped ban gaya tha Ramu jab vahan use ped per chadhta hai to upar use ek Rani ka mahal dikhta hai Jahan koi nahin tha balki vahan puri taraf Sona bura tha vah sone ko lekar Apne Ghar aata hai aur usse apna jivan yapan karta hai

More Chapters