Cherreads

Chapter 8 - Wahi purani jagah

Pahle se us Anjaan call bhut jada dari hui thi.Subah ke 9:30 baje the aur uska dil bahut jor se Dhadak raha tha.ki aage kya hone wala hai. Vah Aaine Ke Samne Khadi Thi. Ek simple se dress mein par uski aankhon mein hazaar sawaal the." Jayu yah nhi...? Pir dil ne jawab diya".. jaana hoga..." 10 Baje ke kareeb wah use Jagah pahunchi..... Bahi purana park.... Jaha bo kabi pachpan me jaya karti thi... Halki Siva chal rahi thi aur sab Kuchh normal tha. Per Uske Dil Mein Kuchh aur feel ho raha tha usne इधर-उधर Dekha aur sochne Lage." Kaun hai yahan? " Piche se kab a Jaaye".. Mujhe itni jaldi bhool gayi? " Ladki Dhire se Piche palti Uske Samne Ek Ladka Khada tha. Ekadam simple Ladka tha per Aankhon Mein Ek Ajab Si pahchan thi. Ladki confuse ho gai aur vah sochne Lagi pata nahin Hai Kaun Hai isliye poochha Kaun Ho Tum main Tumhen Nahin Janti Aakhir ho kaun. Ladke Ne FIR bola pahchana to sahi ladki fir se boli.. "sorry maine Nahin pahchana Kaun Ho Tum..." Ladka Muskura kar bola sach mein nahin pahchan rahi ho ya FIR bolane ka natak kar rahi ho." main a raha hun Tumhara School wala dost hun... " ladki ekdum gusse Mein Boli ki thoda clear batao Kaun Ho Tum. Ladka ekadam pass a Gaya aur bola main tumara School wala dost aarav hu... yah naam sunte hi ladki ekadam shock ho gayi... Aarav..? " Uska naam sunte Hain ladki ki purani yaden taaja Ho Gai use Sab Kuchh Yad a Gaya ki Vahi ladka hai jo hamesha mere sath baithata tha Aur Meri Har Baat samajhta tha. Ladki ne mujhe tum itne Salon bad kahan the Ab Tak aur Mujhse Kabhi milane ki koshish Kyon Nahin Ki yah baat karne ki tum to mujhe bhul gyi ho sayad esliye kabi yaad nhi kiya tum mujhe.aarav ne uski aankhon mein dek kar kaha ki mein to kabi kahi gaya hi nhi sayad tumi mujhe dekha bad kar diya tha.ladki ka dil or tej se dhadkne tha. Esa kyu..? Aarav bola ki ab waqt aa gaya ki mein tumko sach batyu.Aarav kaya sach batne bala hai..? "Kaya bo ladki bhi aarav ko pahle se passnd karti th..?" Yah pir koi bada seret chhupa? Aap loga batna age kaya hone bala comment ok. Aap sab please vote kar diya karo aap sab log ab next chapter ka wait kare yah or bhi important hone wala....

More Chapters