Cherreads

Chapter 10 - kaya tum mujhe jaana chahogi...

Raat ka waqt tha... hawayen ekadam Thandi chal rahi thi Aasman Mein Chand ekadam saaf dikh raha tha. Uske Dil Mein Ajeeb Si bechaini thi vah Hamesha Khushi ke bare mein sochati rahti thi Aakhir aisa kya tha UN donon ke bich Jo Hamesha use Usi Ki Chinta Lagi rahti thi. Woh Ladki Jab usse milane Gai Thi tab usko pata Chala tha ki vah school ka dost hai lekin usko ya nahin Pata Tha ki Jisko vah Apna sabse bada Humdard man rahi hai Vahi uski Sabse Badi pareshani ki vajah Ban sakta hai ya ho sakta hai. Ladke Ne Kaha Kya Tum Mujhe Jana Nahin chahogi Ki Main Kaun hun aur kya chahta hun Itna Kahate hi ladki Katil joron se Dhadkane Laga aur FIR sochne Lagi ki yah Aisa Kyon bol raha hai kya vah meri purani Mohabbat Hai. Ya vah Mujhe bahkane ke liye yah sab bol raha hai Ho Sakta Hai Vahi vah Koi purana hisab Chukana chahta hun isliye mujhe aisa bol raha hai. Lekin vah is Baat Ko Lekar Kafi confuse Thi Ki Aakhir vah Hai Kaun ki vah usse pyar karta hai ya FIR aise hi bol raha hai kya koi uska Jaane wala tha ya FIR Koi Aise Hi use pareshan kar raha tha samajhne wali baat thi ki koi use aise hi Pareshan Kyon Karenge ki uski Jindagi Mein Koi Bada Rasta ya FIR uski Jindagi Hi Ek Raj thi. Uske Man ke andar Hamesha Hi Ek Ladai Lagi rahti thi. Kaya bo usko pyaar karti hai yah pir nhi Main Khud is Baat Ko Lekar confuse thi samajh hi nahin Pa rahi thi aakriya Sab Hai Kya Uske pass hoti uska dil joron se Dhadkane Lagta sansen ruk jaati aur Aisa Lagta ki vah Hamesha hi Uske aaspaas Rahe Uske aaspaas hone se Usko Achcha lagta tha. Uske sath Hota tha to usko lagta tha ki yah Samay Yahi ruk Jaaye vah Uske pass se Kahin aur Na Jaaye aur Hamesha. Etna sab hone ke bad bhi bo nhi samjh pa rahi thi kinbo usko pyaar karti yah nhi.. Or bo ladka to use pyaar karta tha esliye bo yah sab kar raha tha taki ladki bhi use aapne pyaar cal face kar le isliye vah Hamen Sach ke aaspaas rahata tha aur usko follow Karta rahata Tha. Par ladki yah manye ko tayar nhi thi ki bo usko pyaar karti hai bo ladki ke mu suna chata tha ki bo usko pyaar karti hai Anjaan pyaar ka khaufnaaz "Woh Jo Mujhe Chupke Se Chahta Tha"

"Pyar Ya Saazish?"

"Ek Anjaan Ishq Ka Raaz"

"Dil Uska, Par Pehchaan Anjaan"

"Woh Kaun Tha… Jo Mujhe Jaanta tha. "

"Mohabbat Ka Anjaana Chehra"

"Pyar Ki Shuruaat Ya Koi Raaz?"kaya ladki aapne pyaar ka raaz khole gyi yah kuch or hoga age batna jarur comment karke aap log or vote kar diya karo please.

More Chapters