Cherreads

Chapter 1 - Mohabbat ki koi jaat nhi hoti❤️

ham sab jante hai ki is duniya me sabhi logo ka life partner banaya hai. suna hai jodiya uper wala banata hai pr cast dekh kr bhi banata hoga kya?🤔 kya wo uper wala bhi samaj ki cast ko bhi Manta hoga kya iska jabab mhuje nhi pta ap kya sochte hai iske bare me batana jarur

mhuje lagta hai nhi bhagwan ne esa khuch nhi kra ki ye is cast ka hai to ese bhi esi hi cast ki ladki se pyar ho mhuje lagta hai ye jaruri nhi pyar to khbi bhi kisi se ho sakta hai

pyar koi cast nhi dekhta h❤️

mere liye pyar ki yah soch hai ki pyar ek bahut khubsurat ehsaas hai pr hona sahi insaan chahiye nhi to pyar ho jaye or us insaan ko apni kadar nhi ho to pyar se Bharosa uth jata h..

kya aap bhi esa sochte h..

Life me ham bahut logo se milte hai khuch ache milte hai khuch log bure milte hai bure logo ki ek khasiyat hoti hai ki agar wo hamari life me aaye to khuch Sikha kr hi jate hai pr khuch logo ko unke halato ki wajah se bura Banna padta h..

jese ki ek story se samajhte hai ek ladki jo ki apna gav chod kr bahar bde college me padhne jati hai wo ladki bahut loyal thi wo single thi uska koi bf nhi tha na wo banna chahtp thi uske hisab se pyar ek bahut khubsurat ehsaas hai pr hona sahi insaan se chahiye.

use ek loyal or sache insaan ki talaash thi jo sirf or sirf uska ho..🤗

uski sari friends se bf the use uski friends bhi bola karti tu bhi bna le bf ab yr pr wo har bar man kr deti

aise hi uski mulakat ek ladke se hui

wo ladka uski cast ka nhi tha pr bat start Hui khuch dino me ladke ko ladki se pyar hua or usne propos kr diya ladki ne mna kiya ki wo in chakkro se dur rahna chahti h .

pr bat chalti rhi unke bich khuch dino baad ladki ko bhi lagne lga ki use bhi pyar ho gya h..

usne fir bhi ladke se chupa kr rakha..

khuch mahine bad ladke ne ladki se bola ki uski sagai 2 saal pehle ho chuki hai.

ladki ye sun ke shock ho gai use lga ye kese ho sakta hai ladke ne bola ki me thume pehle hi batana chahta tha pr mhuje lga tum bat nhi karogi is liye nhi bta paya sorry 😔

ladki ne phone ka net off kiya pr ladke ke msg pr msg Bahut sare call aane lage khuch time bad ladki ne apna phone dekha wo ro kr chup Hui or bola congratulations yr✨

ladke ne sorry bola pr ladki ne bola koi bat nhi h

khuch time bad ladki ne ladke ko msg kiya ki ab hame bat nhi Karna chahiye tumhari jis ladki se sagai hui hai uske liye loyal rho or mhuje chod do pls ..

pr ladka Rone lag gya usne bola ki me thumare bina nhi jii sakta hu ab me or or ladke ne bataya ki uski sagai uske ghr walo ne ki thi..or me us ladki se bat bhi nhi karta ye bhi bataya

ladka bola abhi mhujse bat kro thumari shadi ho Jayegi uske bad mat bat karna pr ladki ne mna kr diya ki tum us ladki ke sath dhokha kr rhe ho thumari sagai ho chuki hai ab hame bat nhi Karna chahiye

pr ladka nhi mana. usne marne ki bat kr di ki agar tum mhuje chod kr jaogi to me mar jaunga thumare bina nhi jii sakta me ab...

ladke ne bola apn bhag chalte hai khai pr ladki ne mna kr diya ki apni cast bhi alag hai ghr wale nhi manenge...

khuch time bad ladki thodi dur dur rahne Lagi ma wo jayada ladke se bat karti bas hm ,ok,thik hai bad itna hi msg karne lagi..

ladki ko ladke se pyar hua tha usne us ladke ko apna man liya tha use wo khud se alag nhi karana chahati thi pr majburi ke Karan use us ladke ko chodna pda kyu wo nhi chahti thi ki uski wajah se us sagai ki hui ladki ko dhoka mile ...

kya ap bta sakte hai kya ki us ladki ko ab kya karna chahiye cast bhi alag hai dono ki ghr wale manenge nhi ladke ki sagai bhi ho chuki hai pr ladka sagai ki hui ladki se pyar nhi Karta ...pr samay ke sath ho jayega ladki ne disaid kr liya ki ab wo us ladke se bat nhi karegi na usse milegi wo hamesha ke liye ladke ki life se jana chahti hai or usne yahi kiya apni pyar ki kurbani cast or samaj ke bandhan ne use apne pyar se dur kar diya

kya apko lagta ladki ne yah karke sahi kiya .

More Chapters