Ek Nai shuruaat...
Ladki ne Kisi aur jagah janm le liya ladke Ne Kisi aur jagah janm le liya ladki thodi samajhdar thi ladka thoda kam samajhdar tha jab donon bade hote Gaye vah donon FIR dobara se mile ek college mein. Ladki Kisi aur Ko pasand karti thi. Ladka bhi Kisi aur Ko pasand Karta tha. UN donon ko apni punarjanm ki baten yad nahin thi. Ladki Apne boyfriend ke sath bahut khush thi. Ladki ke samne bahut kuchh chijen samne a jaati thi to vah behosh Ho jaati thi. Same ladke ke sath tha usko bhi kuchh aisi chijen dikhai De jaati thi vah behosh ho jata tha. Ek din ladki Apne boyfriend ke sath cafe mein gai. Vahan vahi ladka aur uski girlfriend gana ga rahe the ek stage per. Ladki ne dekh Kar boli ki Main isko janti hun mujhe yad nahin a Raha. Aur vah behosh Ho Gai uska boyfriend use hospital lekar Gaya hospital walon Ne bataya ki inhen mentally thodi disturb hai.. thoda tumko Dhyan rakhna hoga Varna yah apna jyada bhul sakte hain aur yah apne aap ko kuchh bhi Harm bhi kar sakti hun. Khas baat to yah hai ki inke samne Koi unki punarjanm ki baten yad Na Aaye aur koi unke samne dusra ladka Na Aaye. Inke mind mein vahi chalta Hai inhen vahi dikhai ladka deta hai. Ladki behoshi Se Hoti aur boli Ham to cafe mein the Jahan kaise Aaye . Uska boyfriend bola ki tum tension kam liya karo. Ladki boli ki vah gana Maine kahin suna hai. Aur vah ladka bhi Maine kahin dekha Hai mujhe usse baat karni hai mujhe uske pass Jana mujhe le chalo Tum. Boyfriend bola nahin Ham kahin nahin jaenge Abhi hamari tabiyat theek nahin hai abhi Ham Ghar chalte hain aur tumhari mummy daddy se baat karenge tumhari bimari ke bare mein. Jab ladki Apne Ghar Gai to uske boyfriend ne sab kuchh Bata Diya uski mummy papa ghabra Gai aur bole Ham acche se acche doctor ko apni ladki ko dikhayenge. Ek din ladki akele road per ja rahi thi aur vahi samne se ladka a raha tha. Ladka ne uski taraf dekha aur bola ki tum mere ko janti ho ya main tumko jaanta hun.ladki boli nhi jante Main tumko.Accha chalo thik hai ab humri kabhi mulakat nhi hogi thik hai bye...
Kuch dino ke baad vah ladki club mein Gai thi aur vah ladka bhi club mein gaya tha UN donon ki fir se mulakat Ho Gai aur ladki boli aainda tum mere ko samne dikhai diye Na Main tumhara munh Tod dungi ladka bola mujhe to Main Koi interest nahin hai okay main tumhen dekhne ke liye mara nahin Ja Raha Mera munh kyon todogi Tum Maine kuchh bigada hai tumhara mere ko Tum milati Ho Main tumhen nahin milta to Mera piche kar rahi ho. Uske bad ladki drink karne Chali gai. Ladka use ladki ki taraf dekh raha tha aur bol raha tha kitni badtamiz ladki Hai kuchh kaha nahin tab bhi moog bana rahi hai. Ladki ko kuchh ladke chhodane lage ladki boli hat Ja mere samne Se Tum sabko maar dungi. Ladki ke sath ladke badtamiji lage. Uska boyfriend nahin tha vahan per vah Akeli I Thi party karne. Sirf vah ladka tha aur bhi log the kisi ne uski madad nahin ki. Achanak se use ladke ki entry Hui aur usne sabhi ladkon ko bahut pita aur unhen party bahar nikal Diya. Ladki thodi ghabra Gai Thi aur usne use ladke ko gale laga liya. Ladka use uske Ghar Le jaane Laga ladki boli nahin mujhe Ghar nahin Jana ladki ne jyada Pi Li aur usmein uski lips kiss kar li. Lips karne ke bad ladki ko kuchh ehsas hua aur bola ki mere ko Tum mere sapne mein aati ho. ladki boli achcha. Ladki boli tumhari Aankhen bahut acchi Hain lips wow.... Mujhe Tum pahli najar mein Hi pasand the.Tum main kuch baat hai. Ladki boli mujhe tumhare sath night spend karni hai. Ladka bola nahin Abhi Tum behosh Ho to Main kuchh hosh mein nahin hun. Ladki boli please.. ladka jab Mana karne ja raha tha tab ladki ne dobara lips kis kar li aur donon room mein chale Gaye. Jab subah Hui ladki dekhkar bahut khush Hui boli tumhen mere Sath kaisa laga night spend kar ke. Ladka bola jyada Khush mat ho main tumse matlab nahin rakhna chahta yah baat yahin Tak rahegi Ham donon mein aur cal Maine protection use nahin kiya tha to checkup karva lena. Ladki boli karwa lungi. Ladka bola aaj ke bad to mere ko dikhai mat dena. Ladki boli theek hai nahin dikhai dungi. Aur donon apne apne raste chale Gaye. Kuchh Dinon bad FIR Se vahi ladki dikhai Di per ladki ke sath vah boyfriend nahin tha vah uske pass gaya bola ki tumhara boyfriend kahan hai boli vah to main mere se kya matlab tum jao khush raho. FIR ladke Ko kuch kuch baten yad aane Lagi. Ladki pregnant Thi usne use bola mujhse dur raho. Ladka bola ab Main tumse dur nahin rah Sakta ab Tum mere Sath rahogi ladki boli kya bol rahe ho tum mujhse dur raho na maine bola tha tumse ab mere se matlab mat rakhna. Aur usne uske thappad maar Diya vahan se Chali gai. Ladki use boyfriend ke sath ja rahi thi to use ladke Ne dekh liya ladka apni girlfriend ke sath tha.
Ladki us ladke ke pass gai aur boliye tumhari girlfriend hai batao mere ko ladka bola han. Ladki boli mere boyfriend Se dur raho. Ladke ki girlfriend boli mere boyfriend Se dur raho. Ladki ne use ladki ko thappad maar Diya. Ladki ne use ladki ki lips kiss kar li. Ladka bola yah kya kar rahi . Aur use ladki ke boyfriend ne usko chhod Diya. Aur vah ladke ki girlfriend ne bhi usko chhod Diya. Vah ladka bola Tum jealous tum. Ladki boli main jealous nahi thi ladka bola FIR kyon uske thappad mara thappad nahin maarna tha na tum jealous the ladki boli han main theek hai ab batao ladke Ne ladki se kis kar liya aur bola mujhe Tum pasand Ho ladki boli mujhe Tum bikul pasand nhi ho. Ladka bola ab to mere Sath rahogi. Ladki boli Main nahin rahungi FIR ladki se dobara se kis Kar Li aur bola ab Tum mere Sath rahoge ladki boli theek hai. Ladki uske Ghar per Gai aur uska Ghar bahut Sundar tha bahut bada tha bahut paise Wala tha. Ladki Ko pata Chala vah pregnant hai.
