Riya ne Zid karke college mein admission Kara Diya ab use apni limits pta thi lekin pyar yah sab nahin dekhata Kartik ko usse payaar ho gya lekin riya dar se use kuch nhi bolti thi kartik uski madad karta aur Riya use ignore karti but kahate Hain Na kutte ki bhi Kami mahsus hoti hai riya yah sochti rahti ki use kuchh Ho to nahin Gaya 4 din bad Karthik aa Gaya lekin kuchh badla badla Sa tha Karthika use ignore kar raha tha Riya Ko ye achcha nahin Laga aur Kartik nai ladki ke sath ghoom raha tha jiska Naam Sunaina tha Sunaina Riya ko chidhane ka koi mauka nahin chhodati Riya ko Sunaina Se Koi fark nahin padta Lekin jo Kartik karta usse Riya andar hi andar Tut rahi thi kyunki Riya bhi Kartik ko pasand karti thi lekin Ghar valo ka dar ek din jab Riya Ghar per thi Kartik aur Kartik ki girlfriend uske Ghar Aaye unhone Riya ko apni shaadi ka invite card Diya Riya andar hi andar gusse me thi saam ko engagement thi Riya ki friend use baar baar call kar rahi thi lekin Riya vahan nahin Ja sakti thi kyunki har Koi Apne ki shaadi mein nahin Ja Sakta lekin use Jana pda Riya Ne Kartik se baat karne ke koshish ki Lekin Sunaina har samay bich mein aa jaati aakhir engagement bhi ho gyi Riya Ghar gai vo Kartik ki shakal bhi nahin dekhna chahti thi ek din jab Riya college se Ghar Lot rahi thi tab kuchh Aisa hua jisne Riya ki jindagi Badal Di
