Kuch dino baad neha ke papa ahemdabad chale gaye neha ki mummy ne neha se kaha ki paas wali dukan se ek copy aur do pen leao abhi coching wale sir aajayenge neha le aayi coching wale sir ghar per hi aate the neha aur uski cousin sisters coching padhne ke baad khelne ka plan banati hai neha apni copy aur pen rakh kar aa gayi kuch der baad jab volog khel kar padhne gayi to neha ne dekha ki uska pen nhi mil raha agle phir vo pen leke aayi ab to jese aadud si hogyi thi pen khona roj esa hi hota jab bhi pen khota neha rone lagti thi kuch din baad neha ka class 6 me admission ho gaya neha ka admission July me hua tha isliye uska thoda work baki tha usne apni chachi ki beti diksha se copy mangi
Diksha ne kaha ki mere bag me hai phir jab neha lene jati to dekhti ki uska sara pen tota hua diksha ke bag me hai diksha rone lagti hai kuch der baad neha ki mummy kehti hai ki neha gas pe jo dhudh rakha hai use room me fan chala ke rakh do neha dhudh lekar ja rahi hoti hai ki tabhi vo pura garam dhudh neha ke par pe gir jata hai phir uske bade papa ki beti sona didi use doctor ke paas le jati hai lekin jabhi sona didi kahi jati to sirf diksha ko lekar jati neha har baar kehti ki didi mujhe bhi jana hai lekin vo nhi lekar jati....🥹
