Cherreads

Chapter 1 - meri zindagi ki kahani

Mera nam muskan hain mai 20 ki hui mere life mai bachpan se hi bahut muskil hui h meri life ashan nhi hai aur na hi rahegi mai bahut hi garib ghar se hu jaha na rahne ko ghar hai na khana khane ne ka kuch meri family mai sab se badi ladki hu mujhe sab kuch dekhna hota h mera study ke sath sath job bhi karti hu ki mai family ka sath de saku. Ki meri family baki ki tarah zindagi jisake mujhe aapni family ke liye bahut bura lagta h ki maii unke liye kuch nhi kar sakti.....

Meri family mai bahut log to nhi meri life bahut hi muskil h jaga mai ek ladke se milti hu oh mujhe dekhta hai aur maii use dekhti hu hm ek dusre ko dekhte h ladke ne mujhe aapka phon number Diya hmm train mai mile the us ladke ko laga ki mai us time hi use bat karugi but mere papa mere sath the isliye mai bahut dar gai thi aur oh mujhe se isare se baat karna chahta tha ki mai use bat Karu but mujhe bahut dar lag raha tha ki mai use kuch galt na bolu oh mujhe dekho ja tah tha aage Jane ke liye next part ka wait karo ...

Meri life mai har din kuch na kuch new hota hi rahta h jo ki mere liye bahut hi bura h mai jahti hu ki meri kahani duniya ki ek new kahani ban ke aaye aur bahut hi sari muskil jheli h mera sapna h ki mai ek actress banu par bahut hi muskil h uske liye paise nhi h hmare garibi ka din bahut hi bura h jo ki Keya bolu ek new kahani ka koi bhi bahut hi bura kahani h aur bahut hi muskil life h jo Bhagwan kisi ko na de itna dukhi meri life hain k

Jo ki itni mushkil se life h meri

Meri jindagi mai har din ek na ek muskil aati rahti h ab mujhe samajh nhi aa Raha hai ki mai keya karu mai na to Maine kuch aaj mera rueslt aa gya hain jo bahut hi bura hai smjhe nhi aa raha ghar mai sab ko kayese btau ki mai fail ho gai hu ji ki bahut hi buri hai meri life kb achhi hogi mai aapne life se tak aagai hu bahut man kar raha hain ki mai mar jau kitna mera dimag kharab ho raha hai ki puchho mt mai keya karu yarr ....

Aaj meri life mai bhir se ek bura time chal raha hain jo ki maine aaj aapne parivar ko buri tarah dukh mai dekh liya hai mere liye bahut hi bura hain Keya btau mai bahut kuch buri tarah se ho raha mai keya karu aapne parivar ko kayese garibi se chhutkara dilau mujhe paise kamana hoga ki mai ab kayese karu karu...

Har aap logo mai maine ek aapni pahle pyar ke bare bola tha usko sun lol mai us ladke se train mai mili but train mai use baat nhi Kiya bss ek dusre ko dekha tha dur se jb Ghar aai tb maine use baat Kiya do din ke bad aur us ladke ke bare bahut kuchh pata chala mujhe oh ladka student tha oh ek uar mai use chhoti class mai thi hmari age alag thi aur hmari cast bhi alag thi tbhi maine us ladke ko pasand kiya family se chhori chhori baat kare lagi mujhe oh ladrk achha lagne laga but Maine hi use baat Kiya Maine hi use pyar kiya use time pass Kiya mere sath aur to tin sal bad bol raha hain ki mai bss dost hain

Aur to mere Janam din par hi bol raha hain

Mujhe bahut bura laga mai do din mahin bahut roi mujhe laga ki mai abar jau meda jine ka man nhi kar raha tha ki keya karu chhar par marne ki koshi ki par parivar ki face aa jata tha mere samne mai ek pagal ki tarah man gai thi khud ka gla dabane ki koshi oh to meri maa ne rok liya tha nhi to mai ab tak mar chhugi hoti mere Parivar ke liye ji rahi hu bss dobara pyar karne ki himmat nhi mere andar ab maine padhai karna suru kar diya college jan roj ki us ko bhul jaug but college ja ke sab puchne laga tumara boyfriend hain tumne kabhi pyar kiya haain mujhe bahut hi Rona aata tha ki mai keya karu mai bahut roti thi ki mai keya karu yarr FRR clg jaane ka bhi man nhi ka Raha tha mera FRR mai ghar

Par hi rahne lagi ek aaj maine use ladke ke pass ke shayeri bheja tha usne mujhe reply Kiya tha ki keya bolna chahti hai. Aap btaiye maine ka Kuch nhi unho ne kaha ki aap saf saf boliye keya bolna chahti hai maine kaha kuch nhi maine kaha FRR bolna ka keya fayed hai shamjdar ke liye Ishara hi kafi hota h hunone kaha tb thik hai Maine bola keya thik hai unhone reply nhi Diya mera dil khush hoge dhukhi hogya hai Keya karu smjh hi nhi aa raha hain kuchh bhi na kuchh karne ka man kar Raha hai mn kar raha ki mai mar jau but mai yesa nhi karna chahti hu ab soch liya hai mai akela jiugi Puri life ...

More Chapters