Part:11 "Door Rehkar Bhi"
Next day...
Naina aapne decision ko follow Kiya...
Wo Raghav se complete distance bana leti hai...
College...
Class me aayi...
Par is baar usne Raghav ke taraf dekha bhi nahi...
Raghav usse dekha raha tha...
"Kal tak jo ladki mujhe ignore nhi karti thi ...aaj meri taraf dekha bhi nahi rahi hai..."
Uska dil heavy ho gaya...
Break time...
Raghav uske paas aaya..
"Naina... baat karna hai.."
Naina seedha boli_
"Mujhe koi baat nahi karni..."
"Ek bar meri baat suna lo..."
"Please... mujhe aur weak Mt banao..."
Naina ki aawaz toot gayi...
Raghav silent...
Ye wahi Naina thi...jo door rehkar khud ko strong bana rahi thi...
Udhar...
Sia sab dekha rahi thi...
Aur uske face par ek slight smile thi...
"Plan kam kar raha hai..."
Evening... Ghar...
Naina aapna Samna pack kar rahe the...
Raghav room me aaya_
"Ye kya kar rahe ho...?
"Main yaha se ja rahi hun..."
Raghav shock_
Lekin kyu?
"Taaki sab easy ho jaye..."
Raghav uske paas aaya _
"Easy?Mera liya ya tumare liye ?"
Naina ke aankhon me aansu_
"Dono ke liye..."
Raghav ne uska haath pakad_
"Tumhare bina kuch easy nahi hoga..."
Naina ka heart fir se weak hona laga..
"Please... mujhe mt roko..."
Raghav ki awaaz heavy_
"Main tumhe jaane nahi de sakta..."
Naina ke aankhon band ki_
"Par mujhe Jana padega..."
Aur wo uska hath chhud kar nikal gayi...
Door band...
Raghav wahi khada reh gaya...
"Is baar...wo sach mein akele ho gaya tha...
Naina aapne ghar nahi aayi...
Kisi aur jagah ja rahi thi...
Aur uske phone par ek massage aata hai_
"Good...tumne sahi decision liya hai..."
Sendar :sia
Toh ye sab Sia ka plan tha...
Kahani ab aur dangerous hone wali thi...
Kya Naina ko Sia ka asli plan samjha me aa gaya?
Raghav kase react karega jab pata chalega ?
Kya wo Naina ko wapas la payega?
Ya phir...Sia jeet jayegi ?
