Ek kahani donon Bhaiyon ki...,.....
Ek baar ek gaon mein donon bhai rahate tha ek ka name Rohit aur ek ka name Arpit tha donon Bachpan Se Hi ek Sath rahte the donon ek Hi school mein padhaai karne jaate the ek tha 3 class me aur ek 5 class me donon hamesha hanste khelte ek sath the dono apni dadi aur Dada Ji ko milane sham ko ghar Jaya karte The dadi rote sabji Banakar deti thi Arpit sabka acche se khyal rakhta tha aur Sumit khelne mein Biji rahata tha aur FIR sabko ek Sath rakhne wala Baba ki baton ko Dhyan se sunta hun hamesha achcha kam Karta tha Ghar per sham ko dada dadi se milane jaate the to vahan doston ke sath khelna unse han ji Hansi majak karna aur baten karna ko achcha lagta tha per ek din Aisa hua ki ek bhai ko Hostle jana patha aur bhai jaha pahle jata tha vahi jata hai donon bhai ek dusre Se juda Ho Gaye ek hostel se mahine 2 mahine mein ek bar aata tha Ghar per aur usi mein chhote ko school mein chhutiyan nahin milati aur donon ek Sath samay nahin Bata paate the school mein jaane क्या-क्या बार-बार a jata tha ek din Aisa hua ki subah subah subah school Jane ke liye Nikal aur tabhi ushko school Jane ka nhi hua aur mummy se Mana Kiya per mummy ne bola beta exam a rahe hain School to Jana hoga Arpit ne bola mummy thand lag rahi hai nahin Jana Hai phone Mummy Ne Tum bhi Arpit ko bheja aur raste mein tabhi Arpit ke sath Aisa hua ki.....,.,
