Ek bar ki baat hai ek pyasa kauwa tha vah kuchh dinon se Pani Nahin piya tha vah pure jungle mein Pani ki talash mein ghoom Raha tha kyunki jungle mein sukha pada hua tha ISI vajah se use Pani Nahin mil raha tha jungle ke pass ek kisan ki kutiya thi kab vahan jata hai aur kutiya ke pass Pani ki talash karta hai tabhi use ek matka dikhai deta hai matke mein Thoda pani tha jis tak ka vah pahunch Nahin pa raha tha vah dimag lagata hai aur aaspaas se kankad ekattha karta hai aur एक-एक Karke matke mein dalta hai Pani upar a jata hai aur kauwa sani se Pani pi leta hai aur usse uski pyas bujh jaati hai
