Cherreads

Chapter 38 - Vicky home

Chapter= 38

Zoya jasa hi juice pina lgti hai . Kaa tabhi samna se Zoya ka dad ka friend ka beta ata hai . Jisa dekh kar Zoya ka muhh se juice bahar ana jasa ho jata hai . Kuki voo aur koi nahi Vicky hota hai. Jiska ghar par haal dekhna wala hota hai.....

Usna apna balo ka ek fountain bnaya hota hai. Voo nicker aur ajeeb see t-shirt maa hota hai . Vicky koo asa dekh kar Zoya apni hasi room nahi pati hai. Aur voo saab se pahla apna phone nikalti hai aur uski asi halat maa photos click karti hai.Par Vicky Zoya ko dekh kar shock ho jata hai . Voo sab se pahla too apna baalo se rubber band nikalta hai. Aur Zoya ki tarf ajeeb se jasa ki confuse ho kar dekhta hai. Jasa kii voo usa kah raha hoo Zoya tu mera ghar par kya kar rahi hai.....

Par Vicky koo asa dekh kar Zoya ko too bhot hi maza aa raha tha. Taab Vicky ka dad btata hai ki yaa uncle Wang hai aur yaa unki beti Zoya hai. Vicky ki mom unn dono kaa expressions ko dekh kar kahti hai tum dono ek dusra ko janta hoo. Tabhi Zoya apni hasi control karta hua kahti hai. Hn aunty hum dono ek hi school ma ek hi class maa aur desk mate hai. Acha mtlb bacha ek dusra koo janta hai. Yaa too achi baat hai naa. Sabhi baith kar thodi bata karta hai .Fir Vicky Zoya ko apna room dekhata hai arr wah tera pass too bhot sari games hai. Wow yaa wali too ajj kll bhot hi famous game hai naa . Hnn tuja kelni hai . Khelni too hai par muja khelni nii ati hai.....

Arra bs itni se baat chal maa sikata hu tuja. Vicky Zoya ko game sikata hai. Wow ya too bhot hi amazing game hai . Hai hnn mazadar dono thodi dar taak game khelta hai .

Fir dinner time bhi hoo jata hai sabhi ek sath dinner karta hai. Fir Zoya aur uska dad ghar ka liya nikal jata hai....

Unka niklna kaa baad Vicky apna room maa jata hai aur dekhta hai ki Zoya kii ek chiz uska room maa giri hui hoti hai. Voo usa utha kar dekhta hai arr yaa too Zoya kaa hai par yaa yaha par kasa aya . Voo usa kuch der dekhta hai aur smile karta hai. Tabhi uski mom room maa ati hai voo ek daam se usa chupa leta hai . Arra Vicky beta tuu abhi taak soya nii bss mom sona hii jaa raha tha . Ok beta jldi soo jana jyada der taak maat baitha rahna. Uski mom ka jana kaa baad voo uss saman koo sambhal kar drower maa rakh deta hai aur soo jata hai.....

Zoya aur uska dad ghar puch jata hai. Aa gya app dono . Hnn fir kasa raha milna. Milna too Yuan bhai sahb se bhot hi acha tha. Kaha roj roj ata hai voo . Jyada taar too voo bahar hii rahta hai . Hnn kaam hi asa hai unka kon jana kaab phone aa jyaya. Zoya Vicky ki halat koo soch soch kar kar kasti hai .Hn tuja kya hua tuu kuu itna khii khii kar rahi hai. Tuja asa kya mil gya. Kuch nii mom bss maa too asa hi hass rahi thi . Tabhi Zoya nid jasa face bna leti hai . Acha mom abb muja nid aa rahi hai maa sona jaa rahi huu . Thik hai jaa soo jaa . Zoya room maa jana kaa baad uski nazar uska right hand ki wrist par padti hai . Jisa dekh kar voo confuse hoo jati hai. Arr mera haith see yaa kaha gya ????

More Chapters